Source : Onion Ko Oil Main Brown Kar Lain Aur Chicken Aalu Aur Tomato Daal Kar Bhon Lain Pani Daal Kar Chicken Aur Aalu Ko Puknay Dain Ab Biryani Masala Aur Da...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : June 4, 2026
Step:
Onion ko oil main brown kar lain aur chicken, aalu aur tomato daal kar bhon lain. Pani daal kar chicken aur aalu ko puknay dain.
Ab biryani masala aur dahi daal kar bhoon lain. Hari mirch 4,5 daal dain.
Rice main salt add kar kay boil kar lain aur strain kar lain.
Ab daighchi main layers laga dain. Boiled rice aur chicken gravy ki. 15 ka dum day dain.
Ab raita kay leay aik pao dahi main zeera salt aur kali mirch daal kar mix kar lain.
Salad kay leay vegetables ko achi tra dho kar kaat lain. Salad hamesha thunda kar kay serve krna chaheay.