Source : Chicken Ko Dahi Adrak Lahsan Salt Aur Chilli Laga Kar 20 Minutes Marinate Kar Lain Ab Pani Add Kar Kay Taiz Aag Pay Puknay Dain 5 Minutes Baad Aag Hu...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : May 14, 2026
Step:
Chicken ko dahi, adrak, lahsan, salt aur chilli laga kar 20 minutes marinate kar lain.
Ab pani add kar kay taiz aag pay puknay dain.
5 minutes baad aag hulki kar dain aur 20 say 25 minutes puknay dain. Jub boti soft ho jaey to aag bund kar dain.
Thunda honay dain. Thunda kar kay pahlay egg phir bread crumbs ki coating krain.