Source : Began Ko Wash Kar Lein Aur Fry Kar Lein Aaloo Ko Wash Kar Lein Aur Fry Kar Lein Pan Main Oil Dal Ka Oinon Ko Fry Kar Lein Oinon Main Tomato And Green ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Bushra Mazhar
at : May 7, 2026
Step:
Began ko wash kar lein aur fry Kar lein.
Aaloo ko wash kar lein aur fry Kar lein.
Pan main oil Dal ka oinon ko fry Kar lein.
Oinon main tomato and green chilli Dal ka fry kar lein
Dry ingredients
Add dry ingredients and Mix well.
Chicken stock Dal ka bhoon lein.
Fry potatoes and Brinjal
Masala main Dal ka mix kar lein.
Green coriander leaves Dal ka 4 minute ka liya dam main rakhy.
Jhat phat mazaydar Aaloo began ready Hein. serve hot with roti,naan or paratha