Source : Chop Ko Masala Laga Dain Sari Raat Ya Phir 3 Se 4 Ghantay Laga Rehnay Dainphir Is Ko Marinate Kar Lainphir Gril Pan Lain Is Main Chops Ko Halki Flame Ma...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Sumra Suhail
at : August 11, 2026
Step:
Chop ko masala laga dain sari raat ya phir 3 se 4 ghantay laga rehnay dain
Phir is ko marinate kar lain
Phir gril pan lain
Is main chops ko halki flame main rakh dain
15 minutes ke bad side change karein or 2 se 3 tbsp pani bhi dal dain
Phir 20 minute ke bad dakhay agar soft ho gai hai tu plater main serve karey or enjoy karein