Source : Aik Boil Main Cracked Wheat Ko Bhego Dain 15 Minute Ke Laey Baad Main Extra Pani Nikal Dain Phir Mincemeat Main Chopped Onion Cumin Or Spice Or Cornstar...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Sumra Suhail
at : June 3, 2026
Step:
Aik boil main cracked wheat ko bhego dain 15 minute ke laey baad main extra pani nikal dain
Phir mincemeat main chopped onion cumin or spice or cornstarch add kar ke achi trha mix karein or grand karein phir or fridge main rakh dai kuch dier ke liay
Phir pan main oil dal kar onion ko Satie karein phir minced meat add kar dain thora dier baad sub masalay add karein or bhone lay or nut bhi add ka dain
Phir aap thora cornstarch or pani ko hath se laga kar kabab ko oval shape main minced meet ki filling karein
Phir fry karein aap is ko freez bhi kar saktey hai
Ye sub shape main 3 kisam ke kabab aap bana kar freez bhi kar saktey hai barey mazay ke bantey hai