Namak Paray

Source : Ghee Malt Kar Kar Us Main Salt Zeera 3 Tbap Pani Add Krein Aur Mix Kar Leinready Mixture Main Maida Add Krein Aur Ache Sy Mix Kar Ke Hard Dough Ready ...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : April 28, 2026

Step:

  1. Ghee malt kar kar us main salt, zeera, 3 tbap pani add krein aur mix kar lein

  2. Ready mixture main maida add krein aur ache sy mix kar ke hard dough ready kar lein agar zarorat ho tu thora pani aur add kar lein 15 min dough ko rest dein

  3. 15 min baad patli roti bail kar namak para cutting kar lein

  4. Oil ko acha garam krein aur namak paray dal kar fry krein jab golden colour a jaye tu nekal lein mazedar namak paray ghar par ready ho jain gy


Ingredients

  1. 2 cup all purpose flour
  2. 2 tbsp ghee
  3. 1 tsp salt
  4. 1 tsp zera
  5. Water as required
  6. Oil for frying

Related Recipes

Masala chai

Masala chai

Khare masale ka keema

Khare masale ka keema

Tandoori tawa chicken

Tandoori tawa chicken

Singaporean Rice

Singaporean Rice

Aam Doodh

Aam Doodh

Rasmalai

Rasmalai

Keeme ke samosay

Keeme ke samosay

Hari chutney

Hari chutney