Source : Oil Garam Krein Aur Onion Cut Kar Ke Add Krein Sath Hi Sabit Garam Masale Add Krein Aur Onion Ko Brown Kar Leinonion Brown Ho Jaye Tu Keema Add Krein Au...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Afshan Tabassum
at : April 27, 2026
Step:
Oil garam krein aur onion cut kar ke add krein sath hi sabit garam masale add krein aur onion ko brown kar lein
Onion brown ho jaye tu keema add krein aur colour change hone tak bhone
Colour change ho jaye tu ginger garlic paste add krein aur bhon lein
Phir red chilli powder, coriander powder, Tarmiric powder, salt add krein aur thora pani add kar ke ache sy bhon lein
Oil alag ho jaye tu 1/2 cup pani add kar ke slow flame par pakain 10 min tak
10 min baad tamat dal kar ache sy bhon lein phir allu cube main cut kar ke add krein aur ache sy bhon lein phir 1 cup pani add kar dein take allu gal jain
Allu gal jaye tu pesa garam masala, hari mirch, hara dhanya chopped kar ke 2 min ke liye dam laga dein mazedar keema allu ready hai