Source : 2 Say 3 Hours Kay Leay Chicken Ko Marinate Kar Lain Ab Marinated Chicken Ko Dust Main Achi Tra Mix Krain Aur Jhaar Kar Faltu Maida Utaar Lain Ab 5 Seco...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : April 19, 2026
Step:
2 say 3 hours kay leay chicken ko marinate kar lain.
Ab marinated chicken ko dust main achi tra mix krain. Aur jhaar kar faltu maida utaar lain.
Ab 5 second kay leay thunday pani main dip krain.
Thunday pani say nikal kar dubara dust main daal dain aur achi tra maida laga lain. Phir jhaar lain.
Oil ko garam krain aur taiz garam oil main chicken ko daal kar forun aag hulki kar dain.
5 say 6 minutes aik side puk jaey to ulta dain. Thori dair kay leay aag taiz krain. Aur phir kum kar dain.
5 say 6 minutes dusri side paka lain. Dbanay ki koi zrurat nae. Jub colour acha nazar aaey to utaar lain. Thai kay elawa koi sa chicken piece lain to usay knife say thoray cut laga dain. Ta kay ander tuk marination bhi ho aur puk bhi jaey.