Ik karahi mn oil garam krien aur pyaz ko naram honay tak 1 minute pakayen.namak mirch add krien aur sath hi chanay aur aalo add krien.1 minute pakayen imli ka godda lemon juice add krien.chand second aur achay say mix kar ke pakayen.ab flame off kar dien