Source : Basin Mein Salt Zeera And Ajwin Ko Mix Karain Thora Thora Water Dal Kar Achi Tarah Mix Karain Soda Bh Dal Dainvegetables Ko Cut Kar Lainoil Garam Kar Ke...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Shazia Shakir
at : April 8, 2026
Step:
Basin Mein salt,zeera and ajwin ko mix karain Thora Thora water dal kar achi tarah mix karain soda bh dal dain
Vegetables ko cut kar lain
Oil garam kar ke hath sy phulkian bana lain
Jab sari phulkian ready ho Jaen tu Pani Mein soak kar lain for 5 min
Ab in phulkion ka Pani halky hath sy Daba kar nikal kar aik serving bowl Mein dalain dahi Mein zeera,salt add kar ke achi tarah mix karain
Ab phulkion or vegetables dalain phr dahi add karain
Ab is imli ki chattni and chat masala sy garnish kar ke serve karain