Source : Maidy Mein Salt Oil Kalongi Daal Kar Phly Achi Tarha Mix Krain Phr Pani Add Kar Kar Achi Si Thori Hard Dough Bana Lain Aur 15 Mints Ke Liye Cover Ka...
Sent by Rashida Minhaj
Maidy mein salt,oil, kalongi daal kar phly achi tarha mix krain.
Phr pani add kar kar achi si thori hard dough bana lain. Aur 15 mints ke liye cover kar ke rakh dain.
Phr 3 pairy bana lain bareek roti bail lain
Ab is ki cutting kar lain.
Oil garam kar lain
Ab os mein daal kar medium flame par fry kar lain
Ab garma garam serve krain