Source : Onion Ko Oil Mein Golden Brown Kar Lain Phr Is Mein Tomato Daal Kar Bhoon Lain Phr Chicken Dahi Ginger Garlic Paste Aloo Biryani Masala Daal Kar M...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : March 4, 2026
Step:
Onion ko oil mein golden brown kar lain phr is mein tomato daal kar bhoon lain.
Phr chicken, dahi,,ginger garlic paste, aloo, biryani masala daal kar mix kar lain aur pakny ke liye rakh dain jab chicken gul jae to salan ko bhoon lain
Ab rice ko pulao ki tarha bana lain aur os par zardy ka rung sprinkle kar dain.
Phr aik pateli mein phly salan ki layer dalain phr rice aur hari mirch aur podina.again phr yahi repeat krain.
Biryani ko dum par rakh low flame par 15 sy 20 aur serve krain.