Source : Macroni Boil Kar Lain Jab Thori Dair Pak Jae To Is Mein Aloo Bhi Cheel Kar Chotu Piece Mein Cut Kar Daal Dain Aur Done Kar Lain Aur Drain Kar Lain Ca...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : February 11, 2026
Step:
Macroni boil kar lain jab thori dair pak jae to is mein aloo bhi cheel kar chotu piece mein cut kar daal dain aur done kar lain. Aur drain kar lain.
Cabbage, carrot apple, pineapple sb ko cut kar lain
Aik cup mayonnaise lain is mein black pepper, sugar daal kar mix kar lain
Phr is mein saari cheezain add kar ke achi tarha mix kar lain.
Fries ke liye 7 aloo ly kar cheel kar fries ki tarha cut kar lain aur fry kar lain.