Source : Sub Sy Pehle Cream Ko Beat Kar Lein Yahan Tak Ke Cream Dabble Na Ho Jayejab Cream Dabble Ho Jaye Tu Cadence Milk Add Kar Ke Beat Kar Leinphir Orange Jui...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Afshan Tabassum
at : February 15, 2026
Step:
Sub sy pehle cream ko beat kar lein yahan tak ke cream dabble na ho jaye
Jab cream dabble ho jaye tu cadence milk add kar ke beat kar lein
Phir orange juice add krein colour add kar ke ache sy beat kar ke air tight jar main dal kar 3 hour ke liye freezer main rakh dein
3 hour ke baad ice cream nikal kar ek bar phir ache sy beat kar lein aur phir air tight jar main rakh kar 8 hour ke liye freezer main rakh dein jam jaye tu enjoy krein