Source : Carrots Ko Cheel Kar Grate Kar Lain Rice Ko Boil Kar Lain Milk Ko Bhi Boil Kar Lain Ab Bartan Main Milk Rice And Carrots Ko Dal Kar Puknay Rukh Dain Ta...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : January 29, 2026
Step:
Carrots ko cheel kar grate kar lain.
Rice ko boil kar lain.
Milk ko bhi boil kar lain.
Ab bartan main milk, rice and carrots ko dal kar puknay rukh dain.
Taiz aag pay boil aanay dain. Chumch nae lagana.half an hour taiz aag pay puknay dain. Phir cheeni daal kar puknay dain. Kupray kay sath bartan ko pakar kar hila lain mugar chumch nae.
Dus minutes mazeed puk jaey to utaar lain aur "secret ingredient" milkshake walay jug main aik do jhutkay dilwa dain ta kay carot and rice aik jaan ho jaey.
Mazeed dus minutes puknay dain phir dish out kar lain.