Aalu wala pratha

Source : Aalu Boil Kar Kay Cheel Lain Hara Masala Aur Piyaz Chop Kar Lain Aalu Ko Mash Kar Kay Hara Masala Mixture Aur Namak Mirch Add Krain Ab Aatay Kay Do Ch...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : November 14, 2025

Step:

  1. Aalu boil kar kay cheel lain.

    Aalu wala pratha recipe step 1 photo Aalu wala pratha recipe step 1 photo
  2. Hara masala aur piyaz chop kar lain.

    Aalu wala pratha recipe step 2 photo
  3. Aalu ko mash kar kay hara masala mixture aur namak mirch add krain.

    Aalu wala pratha recipe step 3 photo Aalu wala pratha recipe step 3 photo
  4. Ab aatay kay do chotay balls bana lain.aur aalu ka double size ka ball.

    Aalu wala pratha recipe step 4 photo
  5. Ab aatay main aalu rukh kar bund kar lain.

    Aalu wala pratha recipe step 5 photo Aalu wala pratha recipe step 5 photo
  6. Roti bana lain.

    Aalu wala pratha recipe step 6 photo
  7. Garam tway pay roti daal dain.

    Aalu wala pratha recipe step 7 photo
  8. Aik side thori puk jaey to ulta kar ghee daal dain.

    Aalu wala pratha recipe step 8 photo
  9. Aik side paka kar ulta lain aur dusri side paka lain.

    Aalu wala pratha recipe step 9 photo
  10. Dahi kay sath kha lain

    Aalu wala pratha recipe step 10 photo

Ingredients

  1. 1 kg potatoes
  2. 2 onions
  3. 4 hari mirch
  4. Hara dhuniya
  5. Salt as taste
  6. 1 tsp red chilli powder
  7. 1 tsp zeera
  8. 1 tsp sabut dhuniya
  9. Ghee for cooking
  10. Ghondha hua aata

Related Recipes

Green cabbage soup

Green cabbage soup

Jello mallow creamy shake

Jello mallow creamy shake

Kamun yara

Kamun yara

Chobaa

Chobaa

Chicken vegetable rolls

Chicken vegetable rolls

Wainar alkama

Wainar alkama

Dambun gari

Dambun gari

Turkay walay chawal

Turkay walay chawal