Source : Chawal And Daal Ko 15min Ke Liay Bhigo Deinghee Garam Karein And Garam Masala Add Karenis Ke Baad G Garlic Paste Add Karein And Bhoneybhon Jaey Tou Bheg...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Mumtaz Ramzan
at : January 20, 2026
Step:
Chawal and daal ko 15min ke liay bhigo dein
Ghee garam karein and garam masala add karen
Is ke baad g garlic paste add karein and bhoney
Bhon jaey tou bhege hoay daal chawal add karen 2 cup pani bhi add karen
Chawal dum pe ajaey tou halki anch per dam karen and 15 tuk dum ke baad khichdi tyyar hai
Chutney ke tamam ingreduents cut kar ke blender m dalain and chutney tyyar karen