Mash ki daal ka pratha

Source : Daal Ko Thora Grind Kar Lain Daal Main Sub Masalay Jo Ready Keay Hain Add Kar Dain Achi Tra Mix Kar Lain Ab 2 Chotay Pairay Balls Bana Lain Aik Pairay...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : January 15, 2026

Step:

  1. Daal ko thora grind kar lain.

  2. Daal main sub masalay jo ready keay hain add kar dain.

  3. Achi tra mix kar lain.

  4. Ab 2 chotay pairay (balls) bana lain.

  5. Aik pairay ko bail kar roti bana lain.

  6. Us per daal ka mixture rukh dain.

  7. Ab dusray pairay ki roti bana kar uper rukh dain. Kinaray prss kar kay jor dain.

  8. Ab thora aur bail lain.

  9. Tway pay paka lain.


Ingredients

  1. Pakki hue mash ki daal
  2. Hara piyaz chopped
  3. Hara dhuniya chopped
  4. Salt
  5. Chilli powder
  6. Ghondha hua aata

Related Recipes

Eggless butter naan bread

Eggless butter naan bread

Nargasi koftay

Nargasi koftay

Aalu samosa

Aalu samosa

Kuchnaar gosht

Kuchnaar gosht

Scrambled eggs

Scrambled eggs

Arvi shorba

Arvi shorba

Dubulan

Dubulan

Shahi mash ki daal raita roti aur salad

Shahi mash ki daal raita roti aur salad