Source : Sabsy Pehly Mash Ki Daal Ko 2 Hour Ky Liye Bhigo Dainabb Blander Main Maash Ki Daal Ko Daalain Daal Ka Pani Nikal Dain Abb Saray Ingredients Ko Daal Ky ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Sadia Asif
at : January 7, 2026
Step:
Sabsy pehly mash ki daal ko 2 hour ky liye bhigo dain
Abb blander main maash ki daal ko daalain daal ka pani nikal dain abb saray ingredients ko daal ky bland karain aur batter bana lain
Abb oil ko medium flame main garam karain aur spoon ki madad sy batter ko fry karain
Abb baray ko paani main soak karain
Abb dosray bowl main dahi main sugar daalain aur beat karain ky cream si ban jaye abb thora sa pani dalain apny hisab sy kitna patla rakhna hain dahi ko abb salt dalky mix karain
Abb dahi main baray dalain pani naikal ky mutthi sy daba ky sara pani nikalain baron ka aur dahi main dalain phir upper sy chaat masala crush red chilli daal ky serve karain