Source : Sab Se Pehly Gosht Mein Payaz Tamatar Lahsun Aur Pani Shamil Karain Aur Ache Galne Taq Paka Lain Gal Jae To Is Mein Namak Laal Mirch Haldi Shamil ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : December 29, 2025
Step:
Sab se pehly gosht mein payaz, tamatar, lahsun aur pani shamil karain aur ache galne taq paka lain.
Gal Jae to is mein namak, laal mirch, haldi shamil karain aur pani khushak hone taq paka lain.
Pani khushak ho jae to is mein oil shamil kar ke ache se bhon lain.
Phir is mein hasb e mansha pani shamil karain aur ache se paka lain ke garha ho jae.
Pak Jae to kali mirch aur sabaz dhanya shamil kar ke flame off kar dain.