Source : Onion Ko Oil Main Brown Krain Aalu Kaat Kar Add Krain Sath Hi Salt Pepper Aur Baki Garam Masala Add Krain Pani Ka Chita Laga Kar Aalu Ko Thora Bhoon L...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : December 21, 2025
Step:
Onion ko oil main brown krain.
Aalu kaat kar add krain. Sath hi salt, pepper aur baki garam masala add krain.
Pani ka chita laga kar aalu ko thora bhoon lain aur carrot kaat kar daal dain.
Ab 2 glass pani daal kar do char boil aanay dain.
Boil aanay par rice ko dho kar daal dain.
Jub pani dry ho rha ho to hulki aag pay dhukan day kar dum day dain.