Gajor ka pratha

Source : Gajor Ko Cheel Kar Dho Lain Aur Kadukush Kar Lain Ab Gajor Main Salt Chilli Aur Zeera Add Krain Aur Mix Krain Pratha Bnanay Kay Leay Aatay Kay Do Chot...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : December 13, 2025

Step:

  1. Gajor ko cheel kar dho lain. Aur kadukush kar lain.

  2. Ab gajor main salt, chilli aur zeera add krain aur mix krain.

  3. Pratha bnanay kay leay aatay kay do chotay pairay lay kar roti bana lain.

  4. Ab aik roti pay gajor ka mixture rukhain. Uper dusri roti rukhain. Jor kar roti ko thora aur bail lain.

  5. Ab ghee walay tway pay pratha bana lain.


Ingredients

  1. 1/2 kg carrots
  2. Gundha hua aata
  3. 1/2 tsp red chilli
  4. 1 tsp salt
  5. 1 tsp zeera

Related Recipes

Vegetables wala raita

Vegetables wala raita

Haydrabadi achari handi

Haydrabadi achari handi

Tikka masala chicken karahi

Tikka masala chicken karahi

Doughnuts

Doughnuts

Aalubukhara chutni

Aalubukhara chutni

Chicken stock

Chicken stock

Chinese fried rice

Chinese fried rice

Egg Muffins

Egg Muffins