Source : Sab Se Pehly Oil Mein Payaz Ko 2 Minutes Ke Liye Bhon Lain Brown Nahi Karna Ab Is Mein Tamatar Shamil Karain Aur Bhon Lain Phir Is Mein Sabaz Mirch Sh...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : December 3, 2025
Step:
Sab se pehly oil mein payaz ko 2 minutes ke liye bhon lain. (brown nahi karna)
Ab is mein tamatar shamil karain.
Aur bhon lain.
Phir is mein sabaz mirch shamil karain.
Aur bhon lain.
Ab is mein namak, mirch, haldi, zeera aur dara mirch shamil karain aur ache se bhon lain.
Ab is mein ande shamil karain.
Aur bhurbura hone taq bhon lain.
Ab is mein sabaz dhanya aur kali mirch shamil kar lain.