Source : Chicken M Masala Laga Kar Merinate Kar Lein 2 Hours Pan M Oil Dal Kar Chicken Dal Dein Pani Khushk Ho Jaey Tou Koilay Ka Smoke De Deindough Ke Leay Neem...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Mumtaz Ramzan
at : November 15, 2026
Step:
Chicken m masala laga kar merinate kar lein 2 hours pan m oil dal kar chicken dal dein pani khushk ho jaey tou koilay ka smoke de dein
Dough ke leay neem garam pani m yeast namak sugar dal kar 10 minutes ke leay rakh dein phir maida m dal kar is me oil shamil kar ke dough tyyar kar lein
Dough rol kar ke pizza sauce lagaen chicken and veggies ke topping laga dein mix hurb sprinkle kar dein
Bake kar lein maine pateelay m bake kia hai 20 minute ke liey
Sauce ke liey pan m oil add karein pyaz garlic saute karein tomatoes shamil karein. Namak mirch nix hurb dal kar bhon lein and blend kar le