Chicken karahi

Source : Oil Garam Kar Ke Chicken Add Kar Dein Sath Hi Ginger Garlic Paste Bhi Add Kar Dein Aur Chicken Ko Etna Fry Krein Ke Light Brown Colour Ho Jaye Phir Chic...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : October 12, 2026

Step:

  1. Oil garam kar ke chicken add kar dein sath hi ginger garlic paste bhi add kar dein aur chicken ko etna fry krein ke light brown colour ho jaye phir chicken ko oil sy nikal kar alag rakh lein

  2. Aub jis oil main chicken fry kiya tha us si oil main tomato add kar dein aur 5 min ke liye cover kar dein jab tomato soft ho jaye tu chicken & yogurt, salt add kar ke 5 min cover kar ke medium flame par pakain

  3. Aub chicken main kutti lal mirch, kutta zera, chat masala, sugar add kar ke achi tarhan bhon lein dahi aur Tomato ka pani dry ho jaye aur kasori methi, green chilies,ginger cut kar ke add kar dein aur slow flame par 5 min ke liye dam laga dein chicken karahi ready hai


Ingredients

  1. 1 kg chicken
  2. 5 Tomato
  3. 1/2 cup yogurt
  4. 1/2 oil
  5. 2 tbsp ginger garlic paste
  6. 1 tbsp kutti lal mirch
  7. 1 tsp chat masala
  8. 1 tbsp kutta zera
  9. 1/2 tsp sugur
  10. 1 1/2 tsp salt
  11. 1 tsp kasori methi
  12. 6 green chilies
  13. 1 tbsp ginger (lambai main cut)

Related Recipes

Makhandi Halwa

Makhandi Halwa

Chicken korma

Chicken korma

Chocolate curd

Chocolate curd

Chicken karahi with garlic naan homemade

Chicken karahi with garlic naan homemade

Cheese paratha

Cheese paratha

Mango and chia pudding

Mango and chia pudding

Besan kay laddu

Besan kay laddu

Meethi Dahi Pholkiyan

Meethi Dahi Pholkiyan