Aub chicken main kutti lal mirch, kutta zera, chat masala, sugar add kar ke achi tarhan bhon lein dahi aur Tomato ka pani dry ho jaye aur kasori methi, green chilies,ginger cut kar ke add kar dein aur slow flame par 5 min ke liye dam laga dein chicken karahi ready hai