Aub karahi main 1 cup pani dalein aur us main sugar add kar ke 1 tar ki chashni ready kar lein jesay hi chashni ready ho jaldi sy bhoni hoe dal add krein aur chamcha musalsal chalain sath hi khoya, aur half mewa bhi add kar dein aur bhone jab halwa karahi ki side chorne lage aur simat kar ek jaga ho jaye tu flem off kar dein