Yakhni pulao

Source : Mutton Main Ek Piyaz Lehsan Ki 1 Pothi Tezpatta 2 Sonf 2 Tbsp Sabit Dhanya 2 Tbsp Salt 1 Tbsp Aur Etna Pani Dal Dein Ke Gosht Gal Jaye Aur Yakhni Bach ...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : September 30, 2026

Step:

  1. Mutton main ek piyaz, lehsan ki 1 pothi tezpatta 2 sonf 2 tbsp sabit dhanya 2 tbsp salt 1 tbsp aur etna pani dal dein ke gosht gal jaye aur yakhni bach jaye slow flame par yakhni ready kar lein

  2. Rice 1/2 hour ke liye bhigo dein

  3. Ab oil garam krein us main 2 piyaz dalein aur sabit garam masala bhi add kar dein aur piyaz ko golden brown kar lein

  4. Ab yakhni main sy gosht nikal kar add kar dein aur 5 min bhon lein

  5. Phir ginger garlic paste add kar ke bhon lein aub dahi add krein aur 5 min mazeed bhon lein jaifal jawetri dal dein aur hari mirch bhi add kar dein sath hi bhige hoe chawal add krein aur yakhni chan kar add kar dein

  6. Aur hasbe zarorat salt add kar ke chawal paka lein jab dam par ane lagein

  7. Dam par lagate waqt kewra water aur zarde ka rang pani main ghol kar add kar dein dam a jaye tu flem off kar dein raite aur salad ke sath maze krein


Ingredients

  1. 1 1/2 kg Mutton
  2. 1 kg Rice
  3. 1/2 kg Yogurt
  4. 3 tbsp Ginger garlic paste
  5. to taste Salt
  6. 6 Green chilies
  7. 4 Tez patta
  8. 6 Long
  9. 10 Kali mirch
  10. 1 tsp Kala zera
  11. 2 Bari elachi
  12. 6 Safeed elachi
  13. 3 Darcheni
  14. 1/2 tsp Jaifal
  15. 1/2 tsp Jawetri
  16. 2 tbsp Sonf
  17. 2 tbsp Sabit dhanya
  18. 1 bunch Garlic
  19. 3 Onion
  20. 1 cup Oil
  21. 1 tbsp Kewra water
  22. 1 tsp Zarde ka rang

Related Recipes

Zucchini Kabab

Zucchini Kabab

Mango cream

Mango cream

Paneer tikka

Paneer tikka

Oreo Cheesecake

Oreo Cheesecake

Fruit custard

Fruit custard

Anday ki karahi

Anday ki karahi

Begun bhaja

Begun bhaja

Crispy fried chickenmin cooking

Crispy fried chickenmin cooking