Jitni bhi daalain, gheoo, jou aur rice ko 6 ghantai Kai liya bhigo dai. Now bowl all the stuff while adding Hari Mirch and Haldi. Now blend it with a hand blender inside the Dehchi. Abb alag sai daichi Mai oil gram karai aur adrack Lehsan dalain. Iss Mai chicken, dahi aur Sarai masalai dal dai aur phir achai sai bhoond Lai. Jab chicken pak Jai tou pateele Kai andar hee raisha Kar lain. Abb iss ko gheeo kee Dehchi Mai mix Kar dai. Mix Karnai Kai baad taiz aanch main 15 minute Kai liya cook karai