Source : Sab Se Pehly Gosht Mein Payaz Tamatar Lahsun Sabaz Mirch Namak Laal Mirch Haldi Zeera Dara Mirch Aur Pani Shamil Karain Aur Ache Se Galne Taq Pa...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : September 25, 2026
Step:
Sab se pehly gosht mein payaz, tamatar, lahsun, sabaz mirch, namak, laal mirch, haldi, zeera, dara mirch aur pani shamil karain aur ache se galne taq paka lain.
Goshat gal Jae to iska pani khushak kar lain.
Pani khushak ho jae to oil daal kar ache se bhon lain ke oil nazar ane lage.
Ab alag bartan mein KARELE fry kar lain.
Ache se fry ho jain to bhone Howe gosht mein daal dain. Sath hi kali mirch aur garam masala shamil kar ke mix karain aur 2 se 3 minutes dam PAR paka lain.