Source : Koftay Kay Ingredients Ko Choper Main Chop Kar Kay Koftay Bana Lain Aur Boiling Water Main Dus Minutes Boil Kar Lain Piyaz Light Brown Kar Lain Us Mai...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : September 18, 2025
Step:
Koftay kay ingredients ko choper main chop kar kay koftay bana lain, aur boiling water main dus minutes boil kar lain.
Piyaz light brown kar lain, us main dahi tomato adrak lahsan aur namak mirch daal dain.
Masala bhoon kar grind kar lain ta ke shorba acha bnay.ab ismain koftay daal kar bhoon lain.
Jub khoob bhun jaey to 2 glass pani daal kar boil aanay dain.
Dhukan day kar dus minutes puknay dain. Hulki aag par, thick honay lagay to boil eggs daal dain. 5 minutes mazeed paka lain.