1
Aik bowl mai cheeni aur neem garm pani dal kar *Khameer* Ko chirak dain or spoon se hilaye..
(Pani ko ungli dal kar dekh lain ziada garm honay ki surat mai khameer kay germs mar jyengay aur kam garm pani mai germs khameer bnane mai nakaam rhengay).
Agar khameer milane k bad wo apas mai chipak sa jata hay aur pani bilkul saaf rehta hay tou issay zaya kardain. Aur doobara bnaye aur 5 mints kisi aisi jaga rkh dain jahan hawa ka guzr na ho. Satah per jhaag se nazr anay lgay tou khameer tayyar hay