Khajoor ke Ice cream

Source : 1/2 Cup Doodh Ko Pan Me Garam Kare Gas Bandh Ker De Khajoor Ko Aache Se Dho Ker Saaf Ker Le Aur Garam Doodh Me 1/2 Ghante Ke Liye Bheego De 1/2 Ghant...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : June 22, 2026

Step:

  1. 1/2 cup Doodh ko pan me garam kare.Gas bandh ker de. Khajoor ko aache se dho ker saaf ker le aur garam doodh me 1/2 ghante ke liye bheego de.

    Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 1 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 1 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 1 फोटो
  2. 1/2 ghante ke baad, kante (fork)se khajoor ko doodh me mash kare aur beej nikal le.

    Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 2 फोटो
  3. Mixie me dhale aur jab thak naram paste na bhan jaye,tab thak chalaye.

    Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 3 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 3 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 3 फोटो
  4. Abh cream, 1/2 cup baccha hua doodh aur Condensed milk dhal ker ek baar phir se mixie ko chalaye.

    Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 4 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 4 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 4 फोटो
  5. Sari paste ko ice cream mould me dhale aur ek din ke liye freezer me jamma de.

    Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 5 फोटो Khajoor ke Ice cream रेसिपी चरण 5 फोटो
  6. Agle din,khajoor ke chote chote tukro se sajja ker,serve kare.


Ingredients

  1. 3 Khajoor
  2. 1 cup milk
  3. 4 bade chamach condensed milk
  4. 1/2 cup taazi malai

Related Recipes

Potato Kurma

Potato Kurma

Lauki ke kofte

Lauki ke kofte

Singapori Gobhi

Singapori Gobhi

Peas pudding

Peas pudding

Mini Uttapam

Mini Uttapam

SoyaChaap Curry with Sweetcorn Soup

SoyaChaap Curry with Sweetcorn Soup

Maggie Rice

Maggie Rice

Banana Poha Jaggery Pancakes

Banana Poha Jaggery Pancakes