Haider abadi chicken with simple rice #CookpadRamadan
Source : Sab Se Pehly Tamam Dry Ingredients Ko Pice Kar Dahi Mai Mix Kar Lain Mix Kar K Soy Sauce Aur Chilli Sauce Daal Dain Aur Chicken Ko 1 Ghante K Liye Mer...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : May 17, 2026
Step:
Sab se pehly tamam dry ingredients ko pice kar dahi mai mix kar lain.
Mix kar k soy sauce aur chilli sauce daal dain aur chicken ko 1 ghante k liye merinate kar lain.
Ab tamatar ko bland kar k oil mai pani khushak hone taq bhon lain aur sath hi adark, sabaz mirch bhi daal dain.
Aur ache bhon lain k pani khushak ho jae.
Pani khushak ho jae to is mai merinate kiya howa chicken daal kar galne taq paka lain.
Mazedaar Haider abadi chicken tayar hai simple rice k sath serve karain.
Ingredients
2 kg chicken boneless,
kg dahi,1/2
1/2 kg tamatar,
namak, hasb-e-zaiqa
laal mirch, 1 chamach
dara mirch, 2 chamach
zera, 2 khane k chamach
pisa howa naryal,6 khane k chamach
hari mirch, 6-8adad
adrak,1 khane ka chamach
Related Recipes
Vietnamese Iced Coffee
Moong dal
Mango chia pudding
Mango vanilla panna cotta
Rose Ginger Fizz - A Rose Mocktail
Ash-Guard with Coconut and Hilsha Stir Fry My fusion Recipe