Source : Maida Me Moyan Dal Kar Tight Ata Gunth Lein 20 Mint Ka Rest Dein Gunthy Ate Ki Loi Le Aur Mathari Jaisa Bel Lein Knife Se Ek Do Jgh Cut Lagayen Aur Med...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Anita Uttam Patel
at : May 12, 2026
Step:
Maida me moyan dal kar tight ata gunth lein..20 mint ka rest dein.gunthy ate ki loi le aur mathari jaisa bel lein.knife se ek do jgh cut lagayen aur medium anch par crispy hone tak tal lein
Serving bowl me papdi rakhen.uble alu kaat kar dalen.bhuna jeera chaatmsala dalen.mithi,namkeen chutney aur dahi dalen.besan sev aur anaardana se garnish kar serve karein