Source : Urad Daal Ko Ache 4 Se 5 Hours Ke Liye Wash Kar Ke Bhigo De Then Pani Nikal Ke Paste Bana Lethen Ache Se Fet Le Then Add Salt Red Chilli P...
Sent by Reena Varshney
urad daal ko ache 4 se 5 hours ke liye wash kar ke bhigo de...
Then pani nikal ke paste bana le
Then ache se fet le
Then add salt,red chilli powder, chat masala Dhaniya patti chopped mix it well
Kadai me oil ache se gram karein
Potato slice ko better me dip karein then snacks deep fry kar ke red ya grenade sause ke sath serve