Source : Chicken Boil Karlen Lassan Adrak 3 Glass Pani Main He 10 Mins Main Hojayega Then Chicken Nikal Lein Or Phir Shred Karlenab Usi Paani Main Chicken Cube...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Qurat Ganatra
at : November 3, 2025
Step:
Chicken boil karlen lassan adrak, 3 glass pani main he 10 mins main hojayega, then chicken nikal lein or phir shred karlen
Ab usi paani main chicken cube daalay, mashed corns, soya sauce daalayn, chilli sauce, black pepper or vinegar bhi daal dein
1 ubaal anay par paani main ghoola huwa corn flour ahishta add karayn or chamach hilaatay jaayen
Ghaarha hojaye to ismay phaintta huwa andaa daalen halakay haath se aur phir 20 second baad chamach ghumayen, add boiled chicken on top and mix soup tayyaar ❤️