Source : Sabsay Pehaly Tamam Sabziyan Chopped Kar Lain Aab Aik Bartan Mein Qeema Sabziyan Z Or Masalay Add Add Kar Ke Achay Say Mix Karin Or Mixcher Bana Di Lai...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Gull E Shah
at : August 17, 2026
Step:
Sabsay Pehaly Tamam Sabziyan chopped Kar lain..
Aab Aik Bartan Mein Qeema Sabziyan z or Masalay add add Kar ke Achay say mix Karin or Mixcher Bana Di lain
Ab Hathon pay Halka halka oil laga Kar Kabab Tayar Kar Lain.
Aab Aik pan Mein oil Garam karian or Aik Aik or ke Sara kabab fry karlain..
Aab karahai bana nay ke liye Aik Bartan Mia oil Kar ke Piyaz fry Karlai Aab sabut Garam Massala acdd Kar ke Achay ay mix karian
Phir tamatar or Tamam Massalay Dal Kar Pakain
Tamater gal jay to Kabab shamil Kar dainl or halka sa mix Kar l Pani shamil karian...
10 minutes ke bad karahi jab Aapki Passand ke Mootabiq Tayar hojay to Flame off Kar Dain or bowl Mein Nikal Kar Haraa Dhaniya, Mirch or Adrak say Garnishing Kar ke Garma GaramRoti ke paish Karain..
Ingredients
1 ke.g Qeema
3 Piyaz
5 Tamatar
4 Green chilli
Hara Dhaniya
Adrark
1 Lehsan
1 TBS Dahi
1 cup Cooking oil
Namak
2 t spoon Lal Mirch
2 t spoon Haldi Powder
Zeera
Garam Massala powder
Sookha Dhaniya.
Related Recipes
Sago sabudana and Potato Chakri
Saag Gosht
Doodh Wali Sawiyan
Rice Flour Chakri
Mohanthal without mawa
Suji Semolina Cookies By 2 Way Of Baking Without Oven
Instant Semolina Dahiwada In Appam Maker No Fry Dahiwada