Source : Sabsy Pehly Lemon Juice Main Saray Masalay Mix Karain Aur Ek Taraf Rakh Dain Oil Bhi Saath Hi Daalna Haiabb Motton Loaf Ko Knife Ki Madad Sy Goday Ya Ba...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Sadia Asif
at : August 14, 2026
Step:
Sabsy pehly lemon juice main saray masalay mix karain aur ek taraf Rakh dain oil bhi Saath hi daalna hai
Abb motton loaf ko knife ki madad sy goday ya baray kutt laga dain
Abb jo masala banaya tha usko motton py achi terha lagain ky koi Jaga baqi na rahy abb almunium foil main rakh ky 1, ya2 din ky liye Rakh dain
Abb ek bari pattili main pani dalain aur is main foil samait motton ko boil karain itna ky half cook ho
Jab half cook ho jaye Tu foil sy nikal ky oven main 1/2 hours ky liye Rakh dain
Abb Arabian rice ki recipe main ny batai hoi hai tayyar Kar KY bari taray main rice daal ky is py roast Rakh ky serve karain.