Source : Chickn Ki Wash Kar Ke 10 Min Ke Liye Water Mein Soak Kar Dain With Salt 1/2 Tsp And 1 Tsp Vinegar Ka Sathachar Ghost Masala Mein Sy 3 Tsp Nikal Kar Lemo...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Shazia Shakir
at : July 25, 2026
Step:
Chickn ki wash kar ke 10 min ke liye water Mein soak kar dain with salt 1/2 tsp and 1 tsp vinegar ka sath
Achar ghost masala Mein sy 3 tsp nikal kar lemon juice add kar ke green chillies ki cut kar ke seedless kar ke chillies Mein ya masala bhar dain aik taraf rakhain
Ab chicken mo stainer Mein rahain extra Pani stain hony dai
Dahi Mein achar ghost masala,g.g paste mix krain and chicken ko marinate kar dain for 15 min tomato ki roughly cut kar ke blender Mein add kar ke puree bana lain
Ab onion ke slice cut kar ke pan Mein oil dalain and onions ki light golden kar lain
Ab is Mein marinated chicken add kar ke achi tarah bhunai karain jab oil nazar a jae and chicken gal jae tu is Mein tomatoes ki puree add kar ke achi tarah bhunai karain
Ab is Mein is green chillies rakhain and 1 cup of water add kar ke 10 min ke liye slow flame par pakny dain