Source : Sabsay Pehlay Blender Mein Tamam Sabziyan Dhoo Kar Cheel Kar Kat Lain Aab Blender Piyaz Tamatar Lehsan Adrak Or Thora Sa Pani Dal Kar Paste Bana Lain A...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Gull E Shah
at : July 4, 2026
Step:
Sabsay pehlay blender Mein Tamam Sabziyan Dhoo Kar cheel kar kat Lain..
Aab blender Piyaz tamatar lehsan Adrak or Thora Sa pani Dal Kar paste bana Lain.
Aik Bartan Mein oil Garam kar ke Eilaichi karkarain Phir paste add karian or Pakain..
Colour change hojay oil Bahar Aajay to Lal Mirch powder Haldi namak Shamil Kar ke Pakain..
Massala Tayar hojay to chicken add kar ke Achay say Bhoon Lain...
Chicken Bhoon Kar Aalo ke tukrat Shamil Kar ke mazeed e mint bhoonain.
Bhoonai ke baad pani Shamil Kar ke Achay say mix Karin or dheemi aanch Par dhak kar Paknay ke liye Rakh dain
10 minutes ke Baad Aalo or Chicken pak jay Salan Aapki Passand ke mootabiq Tayar hojay oil Bahar Aajay to SoOkha Dhaniya Garam Masala powered Green chilli hara Dhaniya Shamil kar ke Mix Karain or dhak kar 4 mint Rakh Dain.
After 5 mints Bowl Mein Nikal Kar garma Garam Roti ke sath paish Karain..