Source : Sabsay Pehlay Sabziyon Ko Dhoo Kar Cheel Kar Bareek Kat Lain Aab Aik Bartan Mai Oil Garam Kar K Piyaz Golden Karalainpiyaz Golden Hojay To Qasoori Meet...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Gull E Shah
at : July 2, 2026
Step:
Sabsay pehlay sabziyon ko Dhoo Kar cheel kar bareek kat Lain..
Aab Aik Bartan Mai oil Garam kar k Piyaz golden karalain
Piyaz golden hojay To Qasoori Meethi Dal kar 1 mint fry karain
Phir tamatar Namak lal Mirch Haldi Shamil kar Achay say tamatar Paka lain
Tamatar gal jay to Dahi, Ballai or achari Hari Mirch Shamil kar Masala Bhoon Lain..
Massala Tayar hojay to bareek Kati looki Shamil kar k Achay say mix Karin..
Aab Half Cup Pani add kar k mix Karain or low flame pay Paknay Dain
After 10 minutes Loki Gal jay oil Bahar Aajay to SoOkha Dhaniya Garam Masala powered Hara dhaniya Dal k Mix Kar k Bowl Mai Nikal Lain..