Source : Aalubukhara Ko Wash Krain Aur Milk Shake Kay Jug Main Daal Dain 3 Glass Pani Sugar Aur Salt Add Kar Kay Achi Tra Blend Kar Lain Bareek Chulni Main Chaa...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : June 3, 2026
Step:
Aalubukhara ko wash krain aur milk shake kay jug main daal dain.
3 glass pani, sugar aur salt add kar kay achi tra blend kar lain.
Bareek chulni main chaan lain, baki pani bhi usi chulni main daal kar musal musal kar chaan lain.
Ab strain keay huay sharbat main ice cubes add krain aur dubara blend kar lain.
Garmi kay mousam ka mazaydaar fresh aur refreshing sharbat ready hay.