Source : Qeema Lay Is Ko Wash Kary Phr Is May Onion Salic Kar Ke Add Kary Adrak Lason Tomato Cut Kar Ke Add Kary Phr Is May Masaly Add Kary Salt Red Chilli Pap...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Hina Gul
at : May 22, 2026
Step:
Qeema lay is ko wash kary phr is may onion salic kar ke add kary adrak lason..tomato cut kar ke add kary.
Phr is may masaly add kary salt..red chilli paper.coriander powder..sab ko mix kary.
Phr is may 3cup pani add kary our cook kary.pani dary ho jay to oil add kary our achi tara bony. 5 say 10 min.phr dish out kar lay our oper say coriander lives our green chilli say garnish kary thank you