Source : Mango Ko Boil Kar Lainphir Is Main Sugar Salt Mint Dal Kar Grand Kar Kainphir Aik Serving Glass Le Gai Is Main Ice Dalein Phir Is Main Bhuna Huwa Zeera ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Sumra Suhail
at : May 17, 2026
Step:
Mango ko boil kar lain
Phir is main sugar salt mint dal kar grand kar kain
Phir aik serving glass le gai is main ice dalein phir is main bhuna huwa zeera dalein
Phir black salt or mano puri 2 se 3 tbsp dalein sari nahi dalni
Baki phir use kar lain phir glass main thana pani dalein or serve karein phir bhegay howay chia seed bhi dal dain