Cone paratha

Source : Maida Atta Zeera Namak Ko Mix Karain Ab Slowly Slowly Water Add Kar Ke Normal Dough Bana Lain 10 Min Ke Liye Rest Dainab In Ke Aik Hi Size Ke Balls Bana...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : May 2, 2026

Step:

  1. Maida,atta,zeera,namak ko mix karain ab slowly slowly water add kar ke normal dough bana lain 10 min ke liye rest dain

  2. Ab in ke aik hi size ke balls bana lain

  3. Aik balls ko bail roti bana Lai is ke upper daisi ghee lagain and atta sprinkle karain

  4. Ab is ke mid sy cut lagain and cone ki tarah wrape kar lain

  5. Ab is ko dobara bailain parahty ko taway par Dal kar dono tarf ghee laga kar paratha tayyar kar lain

  6. Isi tarah sary patathy baba lain and serve is material Mein 5,6 patathy ban jaty hain


Ingredients

  1. 2 cup atta
  2. 1 cup maida
  3. 1/4 salt
  4. 1/4 tsp zeera
  5. Water as required
  6. 1 cup daisi ghee

Related Recipes

Dahi wali fruit chaat

Dahi wali fruit chaat

Ring samosa

Ring samosa

Mayo chicken croquettes

Mayo chicken croquettes

Mayo pasta salad

Mayo pasta salad

Naan pakory

Naan pakory

Channy ki dal ka halwa

Channy ki dal ka halwa

Potato donuts

Potato donuts

Stuffed date fry

Stuffed date fry