Source : Baked In Karahialoo Ko Cheel Kar Cut Kar Ke Boil Kar Lain Jab Gul Jae To Drain Kar Lain Aur Mash Kar Lain Phr Is Mein Salt Mirch Chicken Add Kar Ke A...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : April 3, 2026
Step:
Baked in karahi
Aloo ko cheel kar cut kar ke boil kar lain jab gul jae to drain kar lain aur mash kar lain
Phr is mein salt, mirch, chicken, add kar ke achi tarha mix kar lain
Ab frozen parathon ko center sy cut krain
Is mein aloo ki filling krain aur fork sy sides daba dain
Egg brush krain kalongi sprinkle krain aur 15 minutes ke liye karahi mein bake kar lain.