Source : Sab Sy Pehly Fish Ko Achi Terha Dho Lain Abb Is Main Ginger Garlic Paste Dalain Aur Chali Kabab Masala Bhi Daal Lain Abb Ismain Chillies And Haldi Bhi ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Sadia Asif
at : February 12, 2026
Step:
Sab sy pehly fish ko achi terha dho lain abb is main ginger garlic paste dalain aur chali kabab masala bhi daal lain
Abb ismain chillies and haldi bhi dal lain
Abb salt aur sirka bhi daal ky spoon sy mix karain aur half hour ky liye rakh dain
Half hour ky baad jab fry kerna ho tu phir chawal ka atta add kain
Phie frying pan main oil dalky shalow fry kar lain