Source : Maidy Mein Salt Sugar Yeast Oil Daal Kar Mix Krain Aur Pani Add Kar Ke Achi Si Dough Bana Lain Aur Gover Kar Ke Rise Hony Rakh Dain Chicken To Tikka...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : February 6, 2026
Step:
Maidy mein salt, sugar, yeast, oil daal kar mix krain aur pani add kar ke achi si dough bana lain aur gover kar ke rise hony rakh dain
Chicken to tikka masala, ginger garlic paste, dahi sy marinate kar ke cook kar lain
Saari vegetables cut kar lain. Dough rise ho jae to punch kar ke dobara normal kar lain.
Ab six pieces mein cut krain aur bail kar pizza pan mein rakh dain phky puzza sauce spread krain phr chicken phrsaari vegetables aur phr mozerella cheese spread kar dain aur dobara rise hony dain