Source : Tamam Vegetable Cut Kar Ke Wash Kar Ke Tyyar Kar Lainsabut Garam Masala Alag Nikal And Green Chilli Bhi Cut Krlainoil Garam Kar Ke Garam Masala Add Kar...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Mumtaz Ramzan
at : February 6, 2026
Step:
Tamam vegetable cut kar ke wash kar ke tyyar kar lain
Sabut garam masala alag nikal. And green chilli bhi cut krlain
Oil garam kar ke garam masala add karen
Phir pyaz hari mirch saute karein
Adrak lehsun paste dalain sath hi garam masala powder bhi add karen
Ab timatar add kar ke soft honey tuk pakain
Ab bari bari tamam sabziyan add karein and 5 min cook karen
Ab bhege hoay chawal add karen chawal 15min ke liay bhigo dein
Ab chawal ka double pani add karen yani 2 cup chawal hai tou 4 cup pani use karein
Chawal ko pani khushk hone tuk pakain and phir dum pe lagaden 10 mi ke liay